“Is saal aapke ghar khusiyo ki ho dhamaal
Daulat ki Na ho kami aap ho jaye malamaal
Haste muskurate raho aisa ho sabka haal
Tahe Dil se Mubarak ho aapko naya saal
Happy New Year!”
आपकी आँखों में सजे है जो भी सपने,और दिल में छुपी है जो भी अभिलाषाएं,यह नया वर्ष उन्हें सच कर जाए,आप के लिए यही है हमारी शुभकामनायें.
Naye Saal Ki Shubhkamnaye
Socha kisi apne se baat kare
apne kisi ko yaad kre
kiya jo faisla naye saal ki shubhkamnaye dene ka
dil ne kaha kyu na shuruaat apse kare
naye saal 2018 ki shubhkamnaye
Dino Din Aapki Khushiya Hoti Jaye Double
Zindagi Se Door Ho Jaye Saari Aapki Trouble
Khuda Rakhe Aapko Sada Smart Aur Fito Fit
Dangal Ki Tarh New Year Ho Super-Duper Hit.